New Complete Kalam Of Owais Raza Qadri Huzoor Jante Hain at Eidgah Sharif 10/11/2012

Published 2012-11-16

All Comments (21)
  • Best line: Aye Ilm-e-gaib ke munkir, Khuda ko dekha hai... Tujhe bhi kehna parega, Huzoor jante hai...
  • @myasir6694
    Ae mery allah apny nabi k sadky ham ko islam par chalny ki tofeeq atta farma
  • Nabi Ka faisala na man kr wo jan s gaya....mizaz umer ka h kaisa huzoor jante haii...subhan allah
  • @ruhianjum4969
    Owais bhai...Masha Allah aapke kalaam sunkar Har baar Huzoor SAW se mohabbat aur badhti jaati hai.....Alhumdulillah
  • @masoodkhan8171
    SUBHANALLAH huzoor pak S.A.W jantay hain... Beshak sab jantay hain. Isi liye to sulaya hay apnay pehlu main!!!! K yaar e ghaar ka rutba huzoor jantay hain!!! SUBHANALLAH........
  • @AmnaKhan-li3wo
    ALLAH mazeed brkatien ata frmaye... aameen... beshak huzoor he sb kch janty hain ...
  • Mile the raah me 9 baar kis liye Moosa, ye deede haq ka bahana Huzur Jante hain, Sallallaho alaihi wasallam
  • @abdulahad-uu5zy
    aqida e sahaba wa ahle sunnat is completely defined by this naat
  • beshak. jo ho chuka hai jo hoga huzoor jante hai teri ata se khudaya huzoor jante hai.
  • Subhan ALLAH jab bhi sunta hun madina yaad ajata hai ALLAH hum subko madina munawara ki ziarat naseeb farmaen.
  • @malikjee4776
    ماشااللہ بے شک حضور صلى الله عليه وسلم جانتے ہیں
  • @mshaikh5985
    Subhanallah subhanallah beshak Allah ki a'ata se huzoor sab kuch jante hai.
  • @makchem
    He is the KING of Naat Reciters-- MashaAllah he always Increase my Love for my AQA.. May Allah protect him from all the clamities of life. SUBHANALLAH
  • @salimkhan615
    Beshaq Haq HAQ HAQ HAQ HAQ HAQ HAQ He AAQA SAB JAANTE H
  • HUZOOR SAWW JAANTY HAIN SBB . WAHAAABI TU NHII MAANTAA NAA MAAAN . MERY HUZOOR SAWW SAB JAANTY HAIN
  • @irsadirsad8126
    Wah wah wah wah masaAllah subhanallah Beshaq hujoor jante he
  • @FazilShahidKhan
    Very Beautiful! Ye Naat Paak Huzoor Sollal Laahu Alaihi Wa Sallam, Unke Pyaare Sahaba, Unke Pyaare Umar E Farooq, Siddiq E Akbar, Osman E Ghani, Moula Ali, Unke Pyaari Beti Khatoon E Jannat Bibi Faatma Zahra, Unke Pyaare Nawaase, Tamaam Ahle Bait Sabki Shaan Bayaan Karti hai, Jab Ye Naat Paak Sunte hai to Aisa Lagta Hai ki mai Huzoor ke Zamaane me moujuud hu aur unka charcha sun raha hu